Teri zahra ko zamane ne sataya baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Tere Farman Ko Logo Ne Bhulaya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Haye Baad Tere Na Rehne Diya Chain Se Mujh Ko
Jo Sitam Mene Sahay Kese Sunaon Tujh Ko
Na Diya Haq Bhi Mujhay Dar Bhi Giraya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Haye Jab Tasawur Mein Gayi Nazar Sham E Ghariban Pe
Jaltay Khemo Se Sakina Ki Sada Aanay Lagi
Apna Bachpan Mujhe Rota Hoa Nazar Aya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Haye Tujh Ko Darbar Ki Roodad Sunaon Kese
Jese Chunta Hai Koi Apne Jigar Ke Tukre
Ese Tehreer Ke Tukro Ko Uthaya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Haye Barh Gaye Ranj O Masaib Ke Wo Gehre Saye
Chadarein Loot Ke Wo Khemo Ko Jalane Aye
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zainab Ko Nanagay Sar Phiraya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba
Teri Zahra Ko Zamane Ne Sataya Baba